Chhota Sa Masla Tha Ulzta Chala Gya, Jo Fesla Tha JahenMe Wo Sab Bekar Ho Gya, * * Taklif B Dusro Ko Uthani Nhi Padi, Me KhudHi Apne ApMe Taksim Ho Gya...!
Kaun andaza mere gham ka laga sakta hai, Kaun sahi raah dikha sakta hai, * * Kinare walo tum mera dard kya jano, Dubne wala hi gehrai bata sakta hai..1