Kabhi or Hota Nahe (Akaash Vani) Wo kaihtai hai Kabhi or, Kabhi or Hota nahe, Dil bhi to Nadaan hai un kai siwa, Kahe or kota nahe, Hum mangtai hai Aihsaas Aik darkan, Aik Nigaah, Wo kabhi or dai jate hai, Par yai Kambkht kabhi kabhi or hota nahe...
Chhota Sa Masla Tha Ulzta Chala Gya, Jo Fesla Tha JahenMe Wo Sab Bekar Ho Gya, * * Taklif B Dusro Ko Uthani Nhi Padi, Me KhudHi Apne ApMe Taksim Ho Gya...!
Kaun andaza mere gham ka laga sakta hai, Kaun sahi raah dikha sakta hai, * * Kinare walo tum mera dard kya jano, Dubne wala hi gehrai bata sakta hai..1
Maire Honto k Mehkte Howai Naghmo Pe Na Ja, Mairai Sine Mai Kaye Aur Bhi Gham Paltai Hai, * * Mairai Chaihrai Pe Dikhawai Ka Tabas'sum Hai, Magar Maire Ankho Mai Udasi Kai Deyai Jaltai Hai...
Thokr Nahe Laga Mujhai Patthr Nhi Hun Mai, Hairat Se Na Dekh Koi Manzar Nahi Hun Mai, * * Taire Nazar Mai Maire Qadar Kuch Nahe, Magar Unsai Puch Jinhai Hasil Nahe Hun Mai..
Shaam se meri ye aankhein nam hain, shayad is dil me chhupa koi gam hain, * * Humsy hai tanhai, tanha hum hai, koi hai jis ki yaad mai ye raatein gum hain..
Ghamo Kai Bina Zindgi Adhuri hai, * Ay Musafir! * Tera Jina Zaruri hai, Mat Ho Apni Zindgi sai khafa, * Kyunki Teri Zindgi K Bina, Ek or Zindgi Adhuri hai...
Jo Mairai Ghar mai Roshni Laye Hongai, Un Chiragho kai Ghar Jalayai Hongai, * * * Hath Uske Bhi howai Hongai Zakhmi, Jisne kantai Meri Raho mai Bichayai Hongai..
Methi ka Jisam Laiky Pani kai Ghar mai hun, : Manzil hai Maut Meri Main Harpal Safar mai hun, * * Hona hai Qatal Yai Malum hai, : Laiken khabar Nahi Main kis do ki Nazar Mein hun....