Chhota Sa Masla Tha Ulzta Chala Gya, Jo Fesla Tha JahenMe Wo Sab Bekar Ho Gya, * * Taklif B Dusro Ko Uthani Nhi Padi, Me KhudHi Apne ApMe Taksim Ho Gya...!
Kaun andaza mere gham ka laga sakta hai, Kaun sahi raah dikha sakta hai, * * Kinare walo tum mera dard kya jano, Dubne wala hi gehrai bata sakta hai..1
Maire Honto k Mehkte Howai Naghmo Pe Na Ja, Mairai Sine Mai Kaye Aur Bhi Gham Paltai Hai, * * Mairai Chaihrai Pe Dikhawai Ka Tabas'sum Hai, Magar Maire Ankho Mai Udasi Kai Deyai Jaltai Hai...
Thokr Nahe Laga Mujhai Patthr Nhi Hun Mai, Hairat Se Na Dekh Koi Manzar Nahi Hun Mai, * * Taire Nazar Mai Maire Qadar Kuch Nahe, Magar Unsai Puch Jinhai Hasil Nahe Hun Mai..
Shaam se meri ye aankhein nam hain, shayad is dil me chhupa koi gam hain, * * Humsy hai tanhai, tanha hum hai, koi hai jis ki yaad mai ye raatein gum hain..
Urdu Poetry Picture Designed By: Jiya Urdu Poetry Umar bhar juda nahe hotai,,,* * * Dard ba Asool hotai hain...! Video In Which this Picture is Designed in Photoshop and Urdu Inpage:
Ghamo Kai Bina Zindgi Adhuri hai, * Ay Musafir! * Tera Jina Zaruri hai, Mat Ho Apni Zindgi sai khafa, * Kyunki Teri Zindgi K Bina, Ek or Zindgi Adhuri hai...
Jo Mairai Ghar mai Roshni Laye Hongai, Un Chiragho kai Ghar Jalayai Hongai, * * * Hath Uske Bhi howai Hongai Zakhmi, Jisne kantai Meri Raho mai Bichayai Hongai..